Best SEO Optimized & Adsense friendly Blogger templates for New Users
Hello Guys,
friends, themes to kai tarah ki hoti hai,lekin aaj hum bat karege blogger ke templates ki.dekhiye guys,blogger ke templates apko internet pe badi aasani se mil jayege,lekin apko ye bhi dhyan rakhana hoga ki vo SEO friendly ho. agar apne isko najar andaj kar diya to apke blog pe bahut bada effect pad sakta hai or blog ko rank karane me dikkat aa sakti hai.
agar apke blog ka theme seo friendly hoga to apki website ko rank karne me aasani hogi.aaj me apko 5 aesi SEO friendly themes ke bare me batauga jisse apke blog ko rank karane me aasani ho.
TOP 5 SEO FRIENDLY BLOGGER THEMES
- SEO friendly
- Adsense responsive
- Fast adsense approval
- Fast loading
- Custom mobile menu
- Best Design look
1.Fastify
2.Jagomag
jagomagye jagomag design news or tech channel ke liye sabse bahaterin sabit hogi.ye theme jiski aap image dekh rahe ho wo templates me khud bhi use karta hu.aasa hai ki apko ye pasand aayega.aap ise premium price per kharid sakte he or chahe to demo(download) kar sakte hai. 3.Magpromagpro ke menu or submenu aap badi aasani se change kar sakte hai or baki to mene apse jo pahele kaha ki responsive hai,seo friendly hai or bahut kuch.kher, muhje to achi lagi or apko.kyu na aek bar try kar liya jay ish theme ko.aap ishe download kar sakte hai. aap speedify theme ko dekhege ki ishke social media icons ki design or look bahut badiya hai, or ye responsive bhi hai.ish me bhi vahi khubiya hai, jo baki ki themes me hai.aap ishko download kare or phir dekhe kamal.aap ki website bahut hi badiya lagegi. 5.Droiddroid ek professional blogger templates hai.ye templates fully customize or surprisingly fast hai.or ye full seo optimize he.ishiliye ye search engine me bahut accha result dega.aap isse apni ad earning ko bhi bada sakte ho,bahut sari jagah pe add lagake.. Ads earning ke liye sabse best templates sabit hoga.agar apko bahut sari earning karni hai to apko ye templates/theme jarur try karni chahiye.aap ise download kar sakte hai or buy. hopefully, ye sab templates aap try karke comment me jarur batana ki kaise lage or apke blog future ke liye All the Best. |
0 Comments: