Hello Dosto,
aaj(2021) globally animation market bahut teji se aage bad raha hai.or ishki market value bhi jyada hai.aaj ke bachhe animation ko future samaj ke aage bad rahe hai or ye sach, bhi sabit ho raha hai.agar aap animation me interest rakhte hai to aap online course buy karke try kar sakte hai.film industry me bhi bahut bade pemane per VFX dene ke liye animation software ka use hota hai.
Software 2 type ke hote hai paid & Free.animation jyadatar 2D & 3D me banaye jate hai.lekin, aaj hum 3D animation software ki baat karege.to Let's Start....
Requirement: High Config Graphics
Best Free & Paid Animation Software 2021
1.Houdini - 3D
|
Houdini 3D animation software |
Houdini bahut badiya, dhasu 3D animation software hai.jiska use kiya jata hai VFX or special effect create karne me.multiple movies me iska use hota hai.badi badi movie banane vali company je se ki SONY & & Pictures jesi company ya ish software ka use karte hai.ishse bade bade cartoon movies bhi banaye gaye hai.
Houdini se THOR: RAGNROK,MEN IN BLACK,THE MEG,BLACK PANTHER,FATE OF THE FURIOUS or Animation movies jese ki TOY STORY 4 and SPIDER MAN INTO THE SPIDER ko jabardast effect se banaya hai.
2.LightWave 3D
|
3D animation Software |
Lightwave ka use computer graphics,3D animation,video editing,tv shows or Movies me VFX effect dene ke liye kiya jata hai.dosto, agar apko try karna hai to niche diye gaye link per jakar aap download kar sakte hai.aap ish me video game,digital painting bhi kar sakte hai.
3.3Ds Max
dosto,3Ds Max autodesk ka develop kiya huva software hai.or ye professional software hai, jisko badi badi movies or film industry me use kiya jata hai.
marvel studio or disney jesi industry iska istemal karti hai.3Ds Max se aap special video VFX effect de sakte hai.
4.Maya 3D
Maya 3D bhi autodesk ka hi software hai, jis me aap dasu video editing,animal character or VFX effect de sakte hai.
4.Blender 3D
Blender 3D ko sabse badiya software kahe sakte hai,kyuki ye software open source hai.ishko koi bhi banda use kar sakta hai,vo bhi bina 1 rupiya kharch karke.
ye bahut badiya or free software
hai blender ko use karke bahut sare short film banai gai hai.
blender valo ne youtube channel bhi khol rakhi hai.to aap jake unke step by step tutorials ko dekh sakte hai.
0 Comments: